jo kahana hai kah jayegi,
ankhe to bas bah jayegi
thoda gum bhi sath me lele,
khushiya tanha rah jayegi
bulbule sa phatega suraj,
raat pani si bah jayegi
ek din wo bhi aayega jis din,
macchli pani se dar jagyegi
sach kahu to main nahi likhta ...mujhse likh jati hai ye aur bat hai.....main sirf ek madhyam.ek sadhan,kah sakte ho...... wagarna meri koi auqat nahi ....mere zariye ho raha hai... kabse ye to janta hu....kaise ye nahi ....!!! saLam....

2 comments:
Vimal ji
itna hi kah sakta hun...kash ye ghazal maine likhi hoti...
-swapnil
na dikha zameen ko kal ki tasveer
yeh masum dar ke thahar jayegi
acha likha hai vimal ji.....
Post a Comment